• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Tamam Rang Ana Ke the Wo Umang Sari Lahu Se Thi

Wo Tamam Rang Ana Ke the Wo Umang Sari Lahu Se Thi

vo tamam rang ana ke the vo umang saari lahu se thi

vo jo rabt-zabt gulon se tha jo dua-salam subu se thi

koi aur baat hi kufr thi koi aur zikr hi shirk tha

jo kisi se vada-e-did tha to tamam shab hi vazu se thi

na kisi ne zaḳhm ki daad di na kisi ne chak-e-rafu kiya

mile ham ko jitne bhi baḳhiya-gar unhen fikr apne rafu se thi

tire mutribon ko ḳhuda rakhe magar ab kahan tiri bazm men

koi sur jo mere suḳhan men tha koi lai jo mere lahu se thi

sar-e-karzar khaḌe ho ‘shauq’ to yuun hi siina super raho

ki vo log kaun se bach ga.e jinhen ehtiyat adu se thi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hai Kyun Naql-E-Makani Ye Hawa-E-Taza-Tar Kya Hai

poet

Kabhi Shuur Kabhi Dil Kabhi suKHan Mahke

poet

KHayal-E-Marg baDi Shai Hai Zindagi Ke Liye

miTa Sa Harf Hun bigDi Hui Si Baat Hun Main

Jo Inkar Sar Ke Jhukane Ko Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet