• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo taDap Jae Ishaara Koi Aisa Dena

Wo taDap Jae Ishaara Koi Aisa Dena

vo taḌap jaa.e ishara koi aisa dena

us ko ḳhat likhna to mera bhi havala dena

apni tasvir banaoge to hoga ehsas

kitna dushvar hai ḳhud ko koi chehra dena

is qayamat ki jab us shaḳhs ko ankhen di hain

ai ḳhuda ḳhvab bhi dena to sunahra dena

apni tarif to mahbub ki kamzori hai

ab ke milna to use ek qasida dena

hai yahi rasm baḌe shahron men vaqt-e-ruḳhsat

haath kaafi hai hava men yahan lahra dena

in ko kya qile ke andar ki fazaon ka pata

ye nigahban hain in ko to hai pahra dena

patte patte pe na.i rut ke ye likh den ‘az.har’

dhuup men jalte hue jismon ko saaya dena

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dard Ko Zabt Ki Sarhad Se Guzar Jaane Do

riyaz-khairabadi

Aish-O-Ishrat Sab Sahi Ye dam Nahin To Kuchh Nahin

Umr-Bhar Ka Hua Ziyan Jaanan

Ye Soch Kar Main Ruka Tha Ki Tu Pukarega

Maine Irada Jab Bhi Kiya Hai uDan Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet