• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Teri Chah Mein Daman-E-Junun Chaak Hua

Jab Teri Chah Mein Daman-E-Junun Chaak Hua

jab tiri chaah men daman-e-junun chaak hua

phir kahin ja ke mujhe ishq ka idrak hua

yuun to ik jaise nazar aate hain chehre lekin

koi ḳhush-ḳhvab hua aur koi ghamnak hua

varaq-jan pe likhe main ne sahife dil ke

is havale se bhi main sho.ala-e-be-bak hua

koi mar ke bhi zamane men amar hota hai

aur koi jiite hue bhi jasad-e-ḳhak hua

jis ki lahron se janam lete hain sandal se badan

us samundar ka ba-sad shauq main pairak hua

ai ‘ḳhayal’ a.ina-e-husn-e-mujassam ki qasam

ḳhaak par baiTh ke main sahab-e-aflak hua

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Kya Kya Mohabbaton Ke Zamane Badal Gae

asrarul-haq-majaz

Sara Aalam Gosh-Bar-Awaz Hai

Apne Ji Mein Jo than Lenge Aap

rahat-indori

Ghar Se Ye Soch Ke Nikla Hun Ki Mar Jaana Hai

Sae Chamak Rahe the Siyasat Ki Baat Thi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet