• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Shah-E-Husn Jo Be-Misl Hai Hasinon Mein

Wo Shah-E-Husn Jo Be-Misl Hai Hasinon Mein

mirza-raza-barq

vo shah-e-husn jo be-misl hai hasinon men

kabhi faqir bhi tha un ke ham-nashinon men

agar hayat hai dekhenge ek din didar

ki mah-e-id bhi akhir hai in mahinon men

na ikhtilat na vo aankh hai na vo chitvan

ye kya sabab ki pada farq sab qarinon men

nahin buton ke tasavvur se koi dil khali

khuda ne un ko diye hain makan sinon men

maal-e-kar vahi sab ka hai vahi aghaz

hazar farq karen khud-parast dinon men

abas haris havas se zalil hote hain

amit hai ‘barq’ jo tahrir hai jabinon men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Kya Tauhin-E-Mai-KHana Nahin Hai

KHwab to Dekh Chuke Yar Suhane Kitne

Itni Shiddat Se Gale Mujhko Lagaya Hua Hai

poet

Ab Ye Gul Gulnar Kab Hai Khaar Hai Be-Kar Hai

poet

Sar-E-Ashjar Tahrir Hawa Achchhi Nahin Lagti

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet