• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Rokta Hai Mujhe Shahr Mein Nikalne Se

Wo Rokta Hai Mujhe Shahr Mein Nikalne Se

vo rokta hai mujhe shahr men nikalne se

bhaḌak uThun na kahin andhiyon men jalne se

ye tarz-e-talḳh-nava.i kuchh itni sahl nahin

zaban pe aable paḌ jaa.en sach ugalne se

ḳhala hava.i saharon se pur nahin hota

buland hota hai insan kahin uchhalne se

ḳhud apne-ap se poshida rahna na-mumkin

nazar badalti nahin aa.ina badalne se

khaḌa huun main kisi girti hui fasil pe kya

tavazun aur bigaḌne laga sambhalne se

baḌe ḳhulus se mangi thi raushni ki dua

baḌha kuchh aur andhera charagh jalne se

luTa diya jinhen jiiti hui raqam ki tarah

vo din palaT to na a.enge haath milne se

chhaTegi kaise ‘muzaffar’ siyahi qismat ki

nikal to aa.ega ḳhurshid raat Dhalne se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

etibar-sajid

dhundte Kya Ho In Aankhon Mein Kahani Meri

poet

bichhaDte TuTte Rishton Ko Humne Dekha Tha

Wafa Ka Shauq Ye Kis Intiha Mein Le Aaya

sahir-ludhianvi

Main Jagun Sari Rain Sajan Tum So Jao

Shabab-E-Mausam Hare Chaman Mein Utarna Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet