• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Halak-E-Kashmakash-E-Raegan Bahut Se Hain

Halak-E-Kashmakash-E-Raegan Bahut Se Hain

halak-e-kashmakash-e-ra.egan bahut se hain

ki zindagi hai to kar-e-ziyan bahut se hain

main is hava men bahut der raushni dunga

abhi diye sar-e-mehrab-e-jan bahut se hain

use bhi apne sanvarne ka kab ḳhayal aaya

jab ahl-e-ishq ko kar-e-jahan bahut se hain

is ek baat pe hairan hai vaqt ka munsif

ki is men kaun sa sach hai bayan bahut se hain

ajab ye ḳhitta-e-zinda-dilan hua abad

ki ghar kahin bhi nahin aur makan bahut se hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek Ek Pal Tera Nayab Bhi Ho Sakta Hai

Ajib Rona Sisakna Nawah-E-Jaan Mein Hai

Hausla Imtihan Se Nikla

poet

Kya Jama-E-Phul-Kari Us Gul Ki Phaban Ka Tha

Nahin Ye Jalwa-Ha-E-Raaz-E-Irfan Dekhne Wale

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet