• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Qad-Awar Meri Unchai Se baDh Kar Na Hua

Wo Qad-Awar Meri Unchai Se baDh Kar Na Hua

vo qad-avar miri uncha.i se baḌh kar na hua

mere jhukne pe bhi vo mere barabar na hua

apni dastar ka sauda nahin hoga mujh se

vaqt ke qadmon pe ḳham mera kabhi sar na hua

apni ankhon se pila kar mujhe sairab karo

pyaas itni hai ki do ghunT samundar na hua

main to is bojh ko siine se alag kar dunga

dil ka kya kaam agar ye tira ḳhugar na hua

teri davat mire a.ine ko dhundla degi

jo jhuke shaah ke dar pe vo qalandar na hua

hai mire paas miri ḳhak-nashini ka javaz

main tire nain ke mansab pe muqarrar na hua

mere tevar hi ai ‘maqsud’ bachat hai meri

saḳht mushkil men bhi nilam ye zevar na hua

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

faiz-ahmad-faiz

Na Ab Raqib Na Naseh Na Gham-Gusar Koi

TuTne Par Koi Aae to Phir Aisa TuTe

Hamari Jit Hui Hai Ki Donon Haare Hain

Taswir Mein Rang Bhar Rahe Hain

poet

Jahannam Se Pahle Jahannam

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet