• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Mera Yar Tha Mujhko Na Ye KHayal Aaya

Wo Mera Yar Tha Mujhko Na Ye KHayal Aaya

vo mera yaar tha mujh ko na ye ḳhayal aaya

main apne zehan ka sab bojh us pe Daal aaya

ab us ke paas koi sang phenkne ko nahin

faza men aḳhiri patthar bhi vo uchhal aaya

tamam bhiiḌ men ik main hi pur-sukun tha bahut

tamam bhiiḌ ko mujh par hi ishti.al aaya

ajab junun hai ye intiqam ka jazba

shikast kha ke vo paani men zahr Daal aaya

kal apne-ap se jab laḌte laḌte haar gaya

to ek shaḳhs ka phir der tak ḳhayal aaya

vo be-sabab hi ḳhafa tha magar main aaj ‘az.har’

gale men us ke bhi banhon ka haar Daal aaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wahin Par Mera Sim-Tan Bhi to Hai

Husn Ne Man Liya Qabil-E-Tazir Mujhe

Zamin Banai Gai Aasman Banaya Gaya

poet

Husn KHud Ban Gaya Tamashai

Umr Guzar Jati Hai Qisse Rah Jate Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet