• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shauq Barhana-Pa Chalta Tha Aur Raste Pathrile The

Shauq Barhana-Pa Chalta Tha Aur Raste Pathrile The

shauq barhana-pa chalta tha aur raste pathrile the

ghiste ghiste ghis ga.e aḳhir kankar jo nokile the

ḳhar-e-chaman the shabnam shabnam phuul bhi saare giile the

shaḳh se TuuT ke girne vaale patte phir bhi piile the

sard havaon se to the sahil ke ret ke yarane

lu ke thapeḌe sahne vaale sahraon ke Tiile the

tabinda taron ka tohfa sub.h ki ḳhidmat men pahuncha

raat ne chand ki nazr kiye jo taare kam chamkile the

saare sapere viranon men ghuum rahe hain biin liye

abadi men rahne vaale saanp baḌe zahrile the

tum yuun hi naraz hue ho varna mai-ḳhane ka pata

ham ne har us shaḳhs se puchha jis ke nain nashile the

kaun ghulam mohammad ‘qasir’ bechare se karta baat

ye chalakon ki basti thi aur hazrat sharmile the

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Badan Ki Qabr Mein KHwabon Ki Lash Hai Main Hun

Wafa Ka Banda Hun Ulfat Ka Pasdar Hun Main

ameer-minai

Hum Jo Mast-E-Sharab Hote Hain

Puchhen Wo Kash Haal Dil-E-Be-Qarar Ka

poet

Jo Qarz Mujh Pe Hai Wo Bojh Utarta Jaun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet