• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Log Jinko Hai Ab KHud-Kushi Se Dilchaspi

Wo Log Jinko Hai Ab KHud-Kushi Se Dilchaspi

vo log jin ko hai ab ḳhud-kushi se dilchaspi

kabhi bahut thi unhen zindagi se dilchaspi

hai rasm-o-rah bas apne mafad ki had tak

yahan kahan hai kisi ko kisi se dilchaspi

muamlat kiye jaa.en ab sipurd un ke

muamlat men jo len ḳhushi se dilchaspi

na samt dekhi na rasta ajiib aalam tha

hamen thi sirf tiri ham-rahi se dilchaspi

qubul andhera ḳhushi se koi nahin karta

kise nahin hai bhala raushni se dilchaspi

udhar jhukao to hota hai ja ke barson men

hai jin umuur men tum ko abhi se dilchaspi

‘na.im’ saare hi insan hain la.eq-e-takrim

sabhi se uns hai ham ko sabhi se dilchaspi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jun Gul Az-Bas-Ki Junun Hai Mera Saman Ke Sat

poet

Jab Se Tumhaari Aankhen Aalam Ko Bhaiyan Hain

poet

Tamasha-Gah-E-Alam Parda-Dar Ru-E-Zeba Hai

Kisi Din to Hamara Dard-E-Dil Soz-E-Jigar Dekho

Nikal Paun Main Kaise Us Asar Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet