• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHirad Ai Be-KHabar Kuchh Bhi Nahin Hai

KHirad Ai Be-KHabar Kuchh Bhi Nahin Hai

ḳhirad ai be-ḳhabar kuchh bhi nahin hai

na ho sauda to sar kuchh bhi nahin hai

chamak saari darun-e-shaḳh-e-gul hai

nihal-o-shaḳh par kuchh bhi nahin hai

ḳhala men bal-o-par ma.il-ba-parvaz

zamin par ghar shajar kuchh bhi nahin hai

haqiqat bhi hai paband-e-taghayyur

jahan men mo’tabar kuchh bhi nahin hai

sahm jaata huun lutf-e-dostan se

ki dushman ho to Dar kuchh bhi nahin hai

ye saara fasla dil ka hai varna

miyan-e-dasht-o-dar kuchh bhi nahin hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abdul-hamid-adam

So Ke Jab Wo Nigar Uthta Hai

Karenge Shikwa-E-Jaur-O-Jafa Dil Khol Kar Apna

Kisi Guman-O-Yaqin Ki Had Mein Wo shoKH-E-Parda-Nashin Nahin Hai

faiz-ahmad-faiz

Ek Rah-Guzar Par

Koi Dard Hai Jo Abhi Dawa Nahin Ho Saka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet