• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Kuchh Is Tarah Chahta Hai Mujhe

Wo Kuchh Is Tarah Chahta Hai Mujhe

vo kuchh is tarah chahta hai mujhe

apne jaisa bana diya hai mujhe

is tarah us ne ḳhat likha hai mujhe

jaise dil se bhula diya hai mujhe

gar nahin chahta tu pichhle pahar

kyuun duaon men mangta hai mujhe

jis pe phalte nahin dua ke peḌ

us zamin se pukarta hai mujhe

taḳhliye men na jaane kitni baar

likhte likhte haTa chuka hai mujhe

lamha lamha ugane ki dhun men

qatra qatra Duba raha hai mujhe

vasta de ke mausamon ka ‘nizam’

vo daraḳhton se mangta hai mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Milta Jo Koi TukDa Is charKH-E-Zabarjad Mein

Aankh Se bichhDe Kajal Ko Tahrir Banane Wale

ismail-merathi

Hai Shukr durust Aur Shikayat Zeba

aanis-moin

Ye Aur Baat Ki Rang-e-Bahaar Kam Hoga

Aamaj-Gah-E-Tir-E-Sitam Kaun Hum Ki Aap

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet