• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Tasalli

Tasalli

nahid-qasmi

apni apni rahon par muddat tak chalte chalte

aaj achanak ik chaurahe par jo tum se mel hua

to main ne teri gahri ankhon men jhanka

aur chaunk uthi

in men tapte sahraon ka basera tha

aur duur duur tak virane the

riit ke dhundle dhundle badal udte phirte the

lekin main ne ek lamhe ko ye manzar bhi dekh liya

ki tapte jalte sahraon men

mere naam ka ik ansu, ik thanda mitha nakhlistan bhi uga hua tha

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Charagh-E-Sham Tha Din Bhar Bujha Raha Koi

Dil Badalne Se Na Aflak Badal Jaane Se

ahmad-kamran

Zinda Rahne Ka Taqaza Nahin Chhoda Jata

Chup Hain Huzur Mujhse Koi Baat Ho Gai

Ab Ye Kaifiyyat-E-Dil Hai Ki Chhupae Na Bane

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet