• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Jo Ek Fart-E-Shadmani Hai

Wo Jo Ek Fart-E-Shadmani Hai

poet

vo jo ik fart-e-shadmani hai

hijr se vasl ki kahani hai

vasl us ka karan se ta-ba-karan

be-karani si be-karani hai

koi atish-kada hai us ka badan

aag hai aur javedani hai

us ki ankhen ki ḳhvab-e-hairat hain

kaifiyat un men dastani hai

honT us ke hain chashma-e-haivan

un se pi lo to javedani hai

us ki qamat hai rashk-e-sarv-e-iram

chaal bas ḳhvab ki ravani hai

jis jagah par khila hai naaf ka phuul

vo to ik bagh-e-la-makani hai

koi jaadu hai tu ki jan-e-‘nadim’

havas-angez si kahani hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abhinandan-pandey

Chalo Farar-e-Khudi Ka Koi Sila To Mila

poet

Mansur Pite Hi Mai-E-Ulfat Bahak Gaya

Jab Se Unki Mehrbani Ho Gai

Jo Dast-E-Ahl-E-Mohabbat Ko iKHtiyar Mile

Maulana Rumi

Karane Nadarat Bayaban-e-Ma

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet