• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Achchhe Nahin Hain Waqt Ke Tewar Mere Aziz

Achchhe Nahin Hain Waqt Ke Tewar Mere Aziz

achchhe nahin hain vaqt ke tevar mire aziiz

rahna hai apni khaal ke andar mire aziiz

teri munafiqat pe mujhe koi shak nahin

mere rafiq mere baradar mire aziiz

aa teri tishnagi ka mudava hai mere paas

mera lahu halal hai tujh par mire aziiz

ehsas jis ka naam hai vo chiiz mustaqil

chubhti hai mere zehn ke andar mire aziiz

aur is men tair kar mujhe hona hai surḳh-ru

darpesh hai lahu ka samundar mire aziiz

nadan vahimon ke ta.aqub se baaz aa

koi nahin kisi ka yaqin kar mire aziiz

mumkin jo ho to us se riha.i dila mujhe

mujh par hai bar-e-dosh mira sar mire aziiz

iz.har-e-haq se baaz kab aate hain aise log

‘rahi’ ho ya hon ‘shad’-o-‘muzaffar’ mire aziiz

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Raat aaKHir Ho Sitam-Peshon Pe Aisa Bhi Nahin

shakeel-badayuni

Abhi Jazba-E-Shauq Kaamil Nahin Hai

haidar-ali-aatish

Aaina Sina-E-Sahab-Nazaran Hai Ki Jo Tha

nusrat-mehdi

Pattharon Se dosti Kya Bha Gai

Dar Raha Sab Pe Jo suKHnawar Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet