• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Jo Ab Tak Lams Hai Us Lams Ka Paikar Bane

Wo Jo Ab Tak Lams Hai Us Lams Ka Paikar Bane

vo jo ab tak lams hai us lams ka paikar bane

meri ḳhvahish bhi ajab hai aa.ina patthar bane

ik hisar-e-rang men bas sochta rahta huun main

kis tarah andhi hava ki zad pe koi ghar bane

raste paanv banen to kaise tai hon raste

niind kaise aa.egi jab jism hi bistar bane

ḳhun-baha kis se talab ho kis ko qatil maniye

aap apni soch hi jab zahr ka ḳhanjar bane

qatl ho jab tak na suraj ka khilegi kaise shaam

rang hi bikhre na to kaise koi manzar bane

ek muddat samna ḳhud jin ko andhe-pan ka tha

raushni milte hi ḳhud ankhon ke sauda-gar bane

ḳhun-e-dil men Duub ja.ega to lab par aa.ega

jis ko main likhun vahi ‘manzur’ harf-e-tar bane

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Sham Yun Dal Ke Kinare Se Guzar Jati Hai

Na Puchho Wajh Meri Chashm-E-Tar Ki

Mahfil Mein Agar Saqi-E-Gulfam Nahin Hai

jaun-eliya

Bahut dil Ko Kushada Kar Liya Kya

Aap Aur Hum Salam Bhi Na Karen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet