• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Is Jahan Se Hairan Jaya Karte Hain

Wo Is Jahan Se Hairan Jaya Karte Hain

vo is jahan se hairan jaaya karte hain

jo apne aap ko pahchan jaaya karte hain

jo sirf ek Thikane se tere vaqif hain

tiri gali men vo nadan jaaya karte hain

kisi ke hone na hone ke baare men aksar

akele-pan men baḌe dhyan jaaya karte hain

main ab kabhi na dikhunga kisi ke marne se

ki shab guzar ke mehman jaaya karte hain

jo asl baat hai us ko chhupane ki ḳhatir

kabhi kabhi ghalati maan jaaya karte hain

ye baat aate hue sochta nahin koi

ki sab yahan se pareshan jaaya karte hain

‘jamal’ ham to tujhe ye bhi ab nahin kahte

kabhi kisi ka kaha maan jaaya karte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Udas Aankhen Ghazal Aankhen

Tamannaon Mein Uljhe Rah Gae Hain

poet

Usko Barson Baad Tanha Jaane Main Kaisa Laga

Tere KHayal Ka Shoala Thama Thama Sa Tha

Kisi Surat Sahar Nahin Hoti

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet