• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hamari Sair Ko Gulshan Se Ku-E-Yar Behtar Tha

Hamari Sair Ko Gulshan Se Ku-E-Yar Behtar Tha

poet

hamari sair ko gulshan se ku-e-yar behtar tha

nafir-e-bulbulon se nala-ha-e-zar behtar tha

anal-haq ki haqiqat ko jo ho mansur so jaane

ki us ko asman chaḌhne se chaḌhna daar behtar tha

kabhu bimar sun kar vo ayadat ko to aata tha

hamen apne bhale hone se vo azar behtar tha

tu apne man ka manka pher zahid varna kya hasil

tujhe is makr ki tasbih se zunnar behtar tha

na kahta main ki ashiq huun tira to kyuun vo ram karta

mujhe iqrar ab karne se vo inkar behtar tha

hamari aql men ghar ki giraftari se ‘hatim’ ko

kaho divana phirna kucha o bazar behtar tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kahin Andhere Kahin Raushni Se Darte Hue

Dekh tariKH Ke KHazane Mein

Dil-E-Ranjur Se Likha Usne

fatima-hasan

Jata Hai Jo Gharon Ko Wo Rasta Badal diya

poet

Mahaz-E-Ilm Pe Chhaya Hua Andhera Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet