• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ai Be-KHabari Ji Ka Ye Kya Haal Hai Kal Se

Ai Be-KHabari Ji Ka Ye Kya Haal Hai Kal Se

ai be-ḳhabari ji ka ye kya haal hai kal se

rone men maza hai na bahalta hai ghazal se

is shahr ki divaron men hai qaid mira gham

ye dasht ki pahna.i men hain yadon ke jalse

baton se siva hoti hai kuchh vahshat-e-dil aur

ahbab pareshan hain mire tarz-e-amal se

tanha.i ki ye shaam udasi men Dhali hai

uThta hai dhuan phir mire ḳhvabon ke mahal se

raton ki hai taqdir tira chand sa chehra

nazron men hai tasvir tire nain kanval se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abbas-rizvi

Main Us Se dur Raha Uski dastaras Mein Raha

Saz Mein Soz Jab Nahin Aata

Kashkol Hai to La Idhar Aa Kar Laga Sada

abdul-hamid-adam

Wo Baaten Teri Wo Fasane Tere

gulzar

Main Kaenat Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet