• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Hasrat-E-Bahaar Na Tufan-E-Zindagi

Wo Hasrat-E-Bahaar Na Tufan-E-Zindagi

safiya-shamim

vo hasrat-e-bahar na tufan-e-zindagi

aata hai phir rulane ko abr-e-bahar kyuun

alam-o-gham ki tund havadis ke vaste

itna latif dil mire parvardigar kyuun

jab zindagi ka maut se rishta hai munsalik

phir ham-nashin hai khatra-e-lail-o-nahar kyuun

jab rabt-o-zabt husn-e-mohabbat nahin raha

hai bar-e-dosh hasti-e-na-paedar kyuun

rona mujhe khizan ka nahin kuchh magar ‘shamim’

is ka gila hai aai chaman men bahar kyuun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

surKHi-E-Sham Ne Yun Phul Bikhere Dil Mein

poet

Aashna Koi Ba-Wafa Na Mila

Jism Ki Sath Pe Tufan Kiya Jaega

abdul-wahab-sukhan

Azmat-e-Shahar-e-Ana Shan-e-Bashar Ki Surat

Hijr Ki Be-Tabiyan Thin Hasraton Ka Josh Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet