• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Hamein Aur Hum Unhen Bas Dur Se Dekha Kiye

Wo Hamein Aur Hum Unhen Bas Dur Se Dekha Kiye

vo hamen aur ham unhen bas duur se dekha kiye

umr-bhar ik dusre ko ham yunhi chaha kiye

us ne va.ada toḌ Daala ye use haq tha magar

kis qadar ma.asum the ham rasta dekha kiye

pa liya ahl-e-junun ne phir shahadat ka maqam

aql vaale maghfirat ki hi dua manga kiye

tu ne meri samt na dekha palaT ke ek baar

jaane vaale ham to tujh ko duur tak dekha kiye

baanT di allah ne vaqt-e-sahar sab ne.amaten

ham se ghafil dhuup ke chaḌhne talak soya kiye

kya bata.un doston apni ye dil ki dastan

ham kisi ki dil-lagi ko chahaten samjha kiye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ajmal-siraj

Jo Kal Hairan The Un Ko Pareshan Kar Ke Chhodunga

Tumhein Kya Kaam Nalon Se Tumhein Kya Kaam Aahon Se

Dil dhaDakne Ka Sabab Kya Hoga

Rut Hai Aisi Ki Dar-O-Baam Na Sae Honge

Dushmani Wo Lae Hain Dosti Ke Daman Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet