• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Ek shaKHs Ki Jis Se Shikayaten Thin Bahut

Wo Ek shaKHs Ki Jis Se Shikayaten Thin Bahut

vo ek shaḳhs ki jis se shikayaten thiin bahut

vahi aziiz usi se mohabbaten thiin bahut

vo jab mila to dilon men koi talab hi na thi

bichhaḌ gaya to hamari zaruraten thiin bahut

har ek moḌ pe ham TuTte bikharte rahe

hamari ruuh men pinhan qayamaten thiin bahut

pahunch ga.e sar-e-manzil tiri tamanna men

agarche raah kaThin thi sa.ubaten thiin bahut

vo yuun mila hai ki jaise kabhi mila hi na tha

hamari zaat pe jis ki inayaten thiin bahut

hamen ḳhud apne hi yaron ne kar diya rusva

ki baat kuchh bhi na thi aur vazahaten thiin bahut

hamare ba.ad hua us gali men sannaTa

hamare dam se hi ‘nasir’ hikayaten thiin bahut

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jo Humse Tu Mila Karega

poet

Nigahen uTh Rahi Hain Meri Jaanib Ek Zamane Ki

Wo Ek KHema-E-Shab Jis Ka Nam Duniya Tha

Sufi

Mantiq-Ut-Tair – Hikayat Bar dar Shudan-e-Mansur-Hallaj

poet

Ajab Ahwal Dekha Is Zamane Ke Amiron Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet