• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kinara-Dar-Kinara Mustaqil Manjdhaar Hai Yun Bhi

Kinara-Dar-Kinara Mustaqil Manjdhaar Hai Yun Bhi

kinara-dar-kinara mustaqil manjdhar hai yuun bhi

mire paani men jo kuchh hai vo yuun pur-asrar hai yuun bhi

baha jaata huun aksar duur lamhon ke hisaron se

mire Thahrao ke aghosh men raftar hai yuun bhi

kahan ḳhaliyon ke viranon men us ko DhunDne jaa.en

zamanon ka sira mere sire se paar hai yuun bhi

yahan se yuun bhi ik tajrid ki sarhad ubharti hai

aur apne darmiyan anfas ki divar hai yuun bhi

hamare gumbadon ki guunj ka chehra nahin to kya

jo tujh se kah nahin sakte pas-e-iz.har hai yuun bhi

raha kya farq andar aur bahar men ‘riyaz’ aḳhir

jo mujh men kho chuka hai mujh se vo sab paar hai yuun bhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

zafar-iqbal

Ilzam Ek Ye Bhi Utha Lena Chahiye

Aasman Ka Sard sannaTa Pighalta Jaega

Dekha Jo Us Taraf to Badan Par Nazar Gai

ahmad-rahi

Qayam-e-dair-O-Tawaf-e-Haram Nahin Karte

nida-fazli

Kachche Bakhiye Ki Tarah Rishte Udhad Jate Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet