• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Ek Lamha Ki Mushkil Se kaTne Wala Tha

Wo Ek Lamha Ki Mushkil Se kaTne Wala Tha

vo ek lamha ki mushkil se kaTne vaala tha

main tang aa ke zamin men simaTne vaala tha

mira vajud muzahim tha charon janib se

isi liye to main raste se ha.Tne vaala tha

main taḳht-e-ishq pe faa.ez tha janta tha kahan

ki ek din mira taḳhta ulaTne vaala tha

jo baat ki thi hava men bikharne vaali thi

jo ḳhat likha tha vo purzon men baTne vaala tha

ye intiha thi ki ik roz main bhi danista

ghubar ban ke hava se lipaTne vaala tha

phir ik sada pe mujhe faisla badalna paḌa

main yuun to us ki gali se palaTne vaala tha

‘nasim’ taaza hava ne diya tha mujh ko payam

ghubar dil pe jo chhaya tha chhaTne vaala tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

dete Ho Bosa To Kahin Lao Bhi

poet

Ek Anjaan Rah Par Donon

Ek Lamha-E-Visal Tha Wapas Na Aa Saka

Lapke Junun-Shiar Yake-Baad-Digre

poet

Ab Talak Haq Nahin Pacchane Wah-Wah

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet