• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kaliyan Chatak Rahi Hain Bahaaron Ki God Mein

Kaliyan Chatak Rahi Hain Bahaaron Ki God Mein

zohra-naseem

kaliyan chatak rahi hain baharon ki god men

jalvon ki mahfilen hain sitaron ki god men

vo mauj jis ke khauf se patvar gir pade

kashti ko le gai hai kinaron ki god men

manzil simat ke khud hi mire paas aa gai

main sar-garan thi rah-guzaron ki god men

yuun to diye fareb saharon ne umr bhar

dil ko bada sukun tha saharon ki god men

tera khayal teri mohabbat gham-e-hayat

sab so gae hain vaqt ke dharon ki god men

manus ho gai huun khizan se ye soch kar

kuchh bhi nahin ‘nasim’ baharon ki god men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Duniya-E-Dani Hai Matlab Ki Sab Rishte Nate toD Diye

jigar-moradabadi

Husn Ke Ehtiram Ne Mara

Sufi

Ham-Safari

Kashkol Hai to La Idhar Aa Kar Laga Sada

najma-shaheen-khosa

Har Ek Khwab Mein Harf-O-Bayan Mein Rahta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet