• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Bhi bigDa, Hui Ruswai Bhi

Wo Bhi bigDa, Hui Ruswai Bhi

vo bhi bigḌa, hui rusva.i bhi

jan-leva hai shanasa.i bhi

dil ki janib jo chali gham ki hava

laḌkhaḌane lagi tanha.i bhi

tha muqabil jo mire dost mira

mujh ko achchhi lagi paspa.i bhi

kyuun uThate ho hamin hote hain

har tamashe men tamasha.i bhi

chandni haath pe rakh kar shab ne

ek surat mujhe dikhla.i bhi

‘sad’ kuchh bhi na bane gar tujh se

ek surat hai shakeba.i bhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Meri taKHliq Hui Jis Ki Tag-O-Taz Ke Sath

Dhup Nayab Hui Jati Hai

Dard Tera Tha Tere Yar Se Lag Kar Roya

Apna Jab Bojh Meri Jaan uThana paD Jae

poet

Ifa-E-Wada Aap Se Ai Yar Ho Chuka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet