• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Bezar Mujhse Hua Zar Main Hun

Wo Bezar Mujhse Hua Zar Main Hun

imam-bakhsh-nasikh

vo bezar mujh se hua zaar main huun

vo mai-khvar ghairon men hai khvar main huun

nahin ishq se zard zardar main huun

agar hai vo yusuf kharidar main huun

tamanna hai saaqi kabhi bazm-e-mai men

vo sarshar ho aur hushyar main huun

hui jama be-dardi-e-dardmandi

dil-azar vo hai sitamgar main huun

vo karta hai baten main karta huun aahen

guhar-bar vo hai sharar-bar main huun

vahi bolta hai jo main bolta huun

agar vo hai bulbul to minqar main huun

digar-gun hai har aan vaz-e-mohabbat

kabhi ghair main huun kabhi yaar main huun

kaha hazrat-e-‘dard’ ne khuub ‘nasikh’

ye zulf-e-butan ka giraftar main huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kaise Is Shahr Mein Rahna Hoga

Tumhi Sardar Ho Gulshan Ke Ye Batla Dena

jaun-eliya

Shayad

Yun Mujhe Teri Sada Apni Taraf Khinchti Hai

Apne Ham-Rah Jala Rakkha Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet