• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ahbab Bhi Hain KHub Ki Tashhir Kar Gae

Ahbab Bhi Hain KHub Ki Tashhir Kar Gae

poet

ahbab bhi hain ḳhuub ki tash.hir kar ga.e

mera sukut ishq se ta.abir kar ga.e

jadu-asar the honT ki saghar ko chuum kar

kuchh aur hi sharab ki tasir kar ga.e

har uzv jaise jism ka tha bolta hua

lahra.e us ke haath ki taqrir kar ga.e

az-bam ta-ba-mai-kada gesu dhuan dhuan

aalam tamam halqa-e-zanjir kar ga.e

tahrir-e-ḳhatt-e-jam se sab va hue rumuz

ham uqda-e-miyan ki tadbir kar ga.e

haan katiban-e-nama-e-a.amal ko thi kad

kuchh aur meri fard men tahrir kar ga.e

‘sahba’ vo ek lafz tha divar ka likha

ham jo miTe to ishq ki tauqir kar ga.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Wo Zeb-E-Shabistan Hua Chahta Hai

Zamin Ko Khinch Ke Main Su-E-Asman Le Jaun

afzal-ahmad-syed

Jis Ka Koi Intizar Na Kar Raha Ho

Pattharon Ko Sunai Deta Hai

Tumhaari Farzangi Se Kuchh Kam Nahin Hai Diwana-Pan Hamara

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet