• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Bahut KHush Hai KHitabaat-O-Muraat Ke Sath

Wo Bahut KHush Hai KHitabaat-O-Muraat Ke Sath

vo bahut ḳhush hai ḳhitabat-o-mura.at ke saath

ḳhuub badla vo badalte hue halat ke saath

dil ke nazdik pare aankh se rahne vaale

kya ta.alluq hai tiri yaad ka barsat ke saath

meri ḳhvahish ka zara bhi na rakha paas us ne

mujh ko lauTa diya ḳhat chand hidayat ke saath

nik.hat-o-nur-o-ziya husn ki pahchan bane

ishq mansub hua bam-e-ḳharabat ke saath

main ne lauTa diye saughat-o-taha.if us ke

mujh ko manzur na thi shart inayat ke saath

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aansu Ki Ek Bund Palak Par Jami Rahi

Hazin Tum Apni Kabhi Waza Bhi Sanwaroge

gulzar

Be-Khudi

Misal-E-Sang paDa Kab Tak Intizar Karun

So Gaya oDh Ke Phir Shab Ki Qabaen Suraj

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet