• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Bahte Dariya Ki Be-Karani Se Dar Raha Tha

Wo Bahte Dariya Ki Be-Karani Se Dar Raha Tha

vo bahte dariya ki be-karani se Dar raha tha

shadid pyasa tha aur paani se Dar raha tha

nazar nazar ki yaqin-pasandi pe ḳhush thi lekin

badan badan ki guman-risani se Dar raha tha

sabhi ko niind aa chuki thi yuun to pari se mil kar

magar vo ik tifl jo kahani se Dar raha tha

larazte honTon se gir paḌe the huruf ik din

dil apne jazbon ki tarjumani se Dar raha tha

lughat-e-jan se kashid karte hue suḳhan ko

main ek harf-e-ghalat ma.ani se Dar raha tha

jama hua ḳhuun hai ragon men na jaane kab se

ruka hua ḳhvab hai ravani se Dar raha tha

vo be-nishan hai jise nishan ki havas thi ‘azar’

vo ra.egan hai jo ra.egani se Dar raha tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Shoalon Se Lala-Zar Hai Aatish-Kada Hai Dil

Ye Duniya Kis Chakkar Mein Kho Jati Hai

ismail-merathi

Sach Kaho

poet

dil diya Tab Ki Bahut Zulf-E-Rasa Ne Chaha

Dar-E-Mai-KHana Se Diwar-E-Chaman Tak Pahunche

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet