• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Aur Tasalli Mujhe Den Unki Bala De

Wo Aur Tasalli Mujhe Den Unki Bala De

vo aur tasalli mujhe den un ki bala de

jaate hue farma to ga.e sabr ḳhuda de

har baat ka allah ne baḳhsha hai saliqa

laḌna bhi maza de tira milna bhi maza de

is tarah bhi ghash se kahin hota hai ifaqa

ya zulf sungha ya mujhe daman ki hava de

dam chaḌhne laga ghusse ke tevar jo bana.e

nazuk ho jo itna vo mujhe ḳhaak saza de

kam-baḳht nai sab khol diye raz-e-mohabbat

ye kis ne kaha tha tujhe ‘beḳhud’ ko pila de

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHirad Ai Be-KHabar Kuchh Bhi Nahin Hai

poet

Koi Manzil Bhi Nahin Hai Koi Rasta Bhi Nahin

Kis Rang Mein Hain Ahl-E-Wafa Us Se Na Kahna

zehra-nigaah

Kyun Ai Gham-E-Firaq Ye Kya Baat Ho Gai

poet

Raat Kya Dhal Gai Samundar Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet