• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo shaKHs Jo Nazar Aata Tha Har Kisi Ki Tarah

Wo shaKHs Jo Nazar Aata Tha Har Kisi Ki Tarah

poet

vo shaḳhs jo nazar aata tha har kisi ki tarah

hisar toḌ ke nikla hai raushni ki tarah

sada men Dhal ke labon tak jo harf aaya tha

ab us ka zahr bhi Dasta hai ḳhamushi ki tarah

ye saal tul-e-masafat se chuur chuur gaya

ye ek saal to guzra hai ik sadi ki tarah

tumhi koi shajar-e-saya-dar DhunD rakho

ki vo to apne liye bhi hai ajnabi ki tarah

ye ahd TuuT raha hai na.e ufuq ke liye

hayat Daal chuki hai ḳhud-agahi ki tarah

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

khumar-barabankavi

Hijr Ki Shab Hai Aur Ujala Hai

poet

Kis Ne Ye Socha Tha Haidar Aisa Bhi Ho Sakta Hai

akhtar-bastavi

Kaliyon Ka Shabab

Hum Kisi Baat Par Nahin Rote

saima-nasim-bano

Wo Mere Qalb-O-Ruh Ko Shadab Kar Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet