• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Aa Rahe Hain Husn-E-KHud-Ara Liye Hue

Wo Aa Rahe Hain Husn-E-KHud-Ara Liye Hue

vo aa rahe hain husn-e-ḳhud-ara liye hue

hai zarra zarra baḳht-e-surayya liye hue

josh-e-alam darogh ḳhumar-e-nashat jhuuT

tera hi vahm hai ye tamasha liye hue

un ka harim-e-naz hai gharat-gar-e-havas

lauTa hai kaun qalb-e-shakeba liye hue

be-ḳhud na kyon kisi ke tasavvur men ham rahen

har har nafas hai saghar-e-sahba liye hue

maujon ka josh deta hai tufan ki ḳhabar

imroz hai haqiqat-e-farda liye hue

bagh-e-jahan ki sair ko zauq-e-nazar hai shart

nargis na ban tu dida-e-bina liye hue

‘za.iq’ chhupa.e rakhta huun yuun dil men raz-e-dost

jaise sadaf men gauhar-e-yakta liye hue

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hazaron Mushkilen Hain Aur Lakhon Gham Liye Hain Hum

Itni Shiddat Se Chahte Ho Kya

poet

Main Apne Waqt Mein Apni Rida Mein Rahta Hun

Bewafa Hai Ba-Wafa Hai Faisla Hota Nahin

akhtar-hashmi

Kaise Samjhega Sadaf Ka Wo Guhar Se Rishta

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet