• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mujhse Aazurda Jo Us Gul-Ru Ko Ab Pate Hain Log

Mujhse Aazurda Jo Us Gul-Ru Ko Ab Pate Hain Log

poet

mujh se azurda jo us gul-ru ko ab paate hain log

aur hi rangat se kuchh kuchh aa ke farmate hain log

jab se jaana band mera ho gaya ai hamdamo

tab se un ke ghar men har har tarah ke aate hain log

mere ah-e-sard ki tasir us ke dil men dekh

haa.e kis kis tarah mujh par us ko garmate hain log

jab vo ghabrate the mujh se tab the un ke ghar ke ḳhush

ab jo vo ḳhush hain to un ke ghar ke ghabrate hain log

koi samjhao unhen bahr-e-ḳhuda ai momino

us sanam ke ishq men jo mujh ko samjhate hain log

roz-e-hijran to dikhaya sau farebon se mujhe

dekhiye ab aur kya kya haa.e dikhlate hain log

jo lagate the bujhate the hamesha un se aah

vo hi ab na-char ‘ghamgin’ mujh se sharmate hain log

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bani Hui Hain Mere Dil Ki Tarjuman Aankhen

zehra-nigaah

Mazi Aur Haal

nazeer-akbarabadi

Gae Hum Jo Ulfat Ki Wan Rah Karne

Parinde Khet Mein Ab Tak paDaw Dale Hain

allama-iqbal

Maktabon Mein Kahin Ranai-E-Afkar Bhi Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet