• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wasl Ki Banti Hain in Baaton Se Tadbiren Kahin

Wasl Ki Banti Hain in Baaton Se Tadbiren Kahin

vasl ki banti hain in baton se tadbiren kahin

arzuon se phira karti hain taqdiren kahin

be-zabani tarjuman-e-shauq behad ho to ho

varna pesh-e-yar kaam aati hain taqriren kahin

miT rahi hain dil se yaden rozgar-e-aish ki

ab nazar kaahe ko a.engi ye tasviren kahin

iltifat-e-yar tha ik ḳhvab-e-aghaz-e-vafa

sach hua karti hain in ḳhvabon ki ta.abiren kahin

teri be-sabri hai ‘hasrat’ ḳham-kari ki dalil

girya-e-ushshaq men hoti hain tasiren kahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Kis Maqam Pe Thahra Hai Karwan-E-Wafa

ali-sardar-jafri

Sard Hain dil Aatish-E-Ru-E-Nigaran Chahiye

Hafiz Shirazi

dil Sara-Parda-e-Mohabbat-e-Ust

Dard Ho Dil Mein to Dawa Kije

abdul-ahad-saaz

Hasrat-e-did Nahin Zauq-e-Tamasha Bhi Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet