• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dard baDhta Hi Rahe Aisi Dawa De Jao

Dard baDhta Hi Rahe Aisi Dawa De Jao

dard baḌhta hi rahe aisi dava de jaao

kuchh na kuchh meri vafaon ka sala de jaao

yuun na jaao ki main ro bhi na sakun furqat men

meri raton ko sitaron ki ziya de jaao

ek baar aao kabhi itne achanak-pan se

na-umidi ko tahayyur ki saza de jaao

dushmani ka koi pairaya-e-nadir DhunDo

jab bhi aao mujhe jiine ki dua de jaao

vahi iḳhlas-o-muravvat ki purani tohmat

dosto koi to ilzam naya de jaao

koi sahra bhi agar raah men aa.e ‘anvar’

dil ye kahta hai ki ik baar sada de jaao

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHush-Kun KHabar Ke Dhoke Mein Rakkha Gaya Mujhe

fauziya-rabab

dil Mein Thahra dard Nigoda Kuza-Gar

rehana-roohi

Ki Shikayat Na Koi Shikwa-E-Bedad Kiya

Tamam Umr-E-Rawan Ka Maal Hairat Hai

faiz-ahmad-faiz

Rafiq-E-Rah Thi Manzil Har Ek Talash Ke Baad

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet