• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mujhe Sahl Ho Gain Manzilen Wo Hawa Ke Rukh Bhi Badal Gae

Mujhe Sahl Ho Gain Manzilen Wo Hawa Ke Rukh Bhi Badal Gae

majrooh-sultanpuri

mujhe sahl ho gaiin manzilen vo hava ke rukh bhi badal gae

tira haath haath men aa gaya ki charagh raah men jal gae

vo lajae mere saval par ki utha sake na jhuka ke sar

udi zulf chehre pe is tarah ki shabon ke raaz machal gae

vahi baat jo vo na kah sake mire sher-o-naghma men aa gai

vahi lab na main jinhen chhu saka qadah-e-sharab men dhal gae

vahi astan hai vahi jabin vahi ashk hai vahi astin

dil-e-zar tu bhi badal kahin ki jahan ke taur badal gae

tujhe chashm-e-mast pata bhi hai ki shabab garmi-e-bazm hai

tujhe chashm-e-mast khabar bhi hai ki sab abgine pighal gae

mire kaam aa gaiin akhirash yahi kavishen yahi gardishen

badhin is qadar miri manzilen ki qadam ke khaar nikal gae

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bhuke Jismon Ki KHwahishon Ke Liye

Wo Nind Adhuri Thi Kya KHwab Na-Tamam Tha Kya

Ruh Ko Aaj Naz Hai Apna Waqar Dekh Kar

mubarak-azimabadi

Mohabbat Mein Thani Aksar Yahan Tak

Ab Shahr Mein Aqdar-Kushi Ek Hunar Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet