• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Waqt to Waqt Hai Rukta Nahin Ek Pal Ke Liye

Waqt to Waqt Hai Rukta Nahin Ek Pal Ke Liye

vaqt to vaqt hai rukta nahin ik pal ke liye

ho vahi baat jo qaa.em bhi rahe kal ke liye

munsif-e-vaqt haqiqat hai haqiqat hai ḳhuda

ḳhauf lazim hai bahar-taur har ik hal ke liye

ai miri ḳhvahish-e-tahsil sujha de mujh ko

koi rasta dar-e-imkan-e-muqaffal ke liye

main samundar huun ḳhamoshi pe na jaana meri

mujtam.a karta huun taqat ko baḌi chhal ke liye

tarbiyat ḳhuun men rach jaa.e to tab hota hai

varna asan nahin jaana kisi karbal ke liye

‘sad’ Darta huun agar main to bas ik ḳhvahish se

vo jo kar de na barahna tujhe maḳhmal ke liye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shahryar

Apni Yaad Mein

muneer-niyazi

dil Ka Safar Bas Ek Hi Manzil Pe Bas Nahin

Hayat Waqf-E-Gham-E-Rozgar Kyun Karte

poet

Ishq Mein Gul Ke Jo Nalan Bulbul-E-Ghamnak Hai

Andaz Wo Nahin Hai Ab Wo Ada Nahin Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet