• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Waqt Ne Rang Bahut Badle Kya Kuchh Sailab Nahin Aae

Waqt Ne Rang Bahut Badle Kya Kuchh Sailab Nahin Aae

vaqt ne rang bahut badle kya kuchh sailab nahin aa.e

miri ankhen kab viran huiin kab tere ḳhvab nahin aa.e

dil sahra ka vo tishna-lab har baar yahi socha jis ne

mumkin hai ki aage dariya ho aur koi sarab nahin aa.e

ham log kyuun itne pareshan hain kis baat par aḳhir nalan hain

kya saari baharen ruuTh ga.iin kya ab ke gulab nahin aa.e

tum qurb ki rahat kya samjho tum hijr ki vahshat kya jaano

tum ne vo raat nahin kaaTi tum par vo azaab nahin aa.e

pahle bhi jahan par bichhḌe the vahi manzil thi is baar magar

vo bhi be-laus nahin lauTa ham bhi be-tab nahin aa.e

ye bazm-e-‘hilal’ hai ḳhuub magar jab tak na suna.en aap ghazal

chehron ke gulab nahin mahken mahfil pe shabab nahin aa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mujhko to Mashq-E-Samaat Hai Chalo Tum Bolo

Wo Thak Kar baiTh Jaana Chahta Tha

Phir Wo Be-Samt uDanon Ki Kahani Sun Kar

Sher Hota Hai Ab Mahinon Mein

Wahi Dilon Ko Shikast Karna Wahi Sawal-O-Jawab Karna

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet