• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHatm Raaton-Raat Us Gul Ki Kahani Ho Gai

KHatm Raaton-Raat Us Gul Ki Kahani Ho Gai

ḳhatm raton-rat us gul ki kahani ho ga.i

rang bosida hue ḳhushbu purani ho ga.i

jis se raushan tha muqaddar vo sitara kho gaya

zulmaton ki nazr aḳhir zindagani ho ga.i

kal ujalon ke nagar men hadsa aisa hua

chaḌhte suraj par diye ki hukmarani ho ga.i

rah ga.i thi la.al banne men kami ik aanch ki

aankh se gir kar lahu ki buund paani ho ga.i

chilla-e-jan par chaḌha kar aḳhiri sanson ke tiir

maut ki sarhad men daḳhil zindagani ho ga.i

ḳhauf ab aata nahin hai sipiyan chunte hue

dosti apni samundar se purani ho ga.i

kis jagah aaya hai tu a.ankhon ke nilam bhuul kar

gham kahan iqbal-‘sajid’ ki nishani ho ga.i

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dekh Kar Aapko Dua Karna

poet

Ai Yar Mujh Afsurada-E-Hijran Ko Pahunch Tu

Jal Kar Jis Ne Jal Ko Dekha

poet

Teri Wafa Par Shak Hai Mujhko Baat Na Kar Be-Lag Hawa

poet

Tuk Tu Mahmil Ka Nishan De Jald Ai Surat Zara

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet