• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Waqt Ke Rangin Gul-Daste Ko Yaad Aaega ThanDa Hath

Waqt Ke Rangin Gul-Daste Ko Yaad Aaega ThanDa Hath

vaqt ke rangin gul-daste ko yaad aa.ega ThanDa haath

jab bikhrenge vo gesu to mar ja.ega ThanDa haath

bhigi palken soch ki uljhan daman thame puchh rahi hain

kab tak tar-e-gareban yaaro suljha.ega ThanDa haath

saz-e-taghazzul chheḌne vaalo ai afsane likhne vaalo

aaj lakiron ki tafsiren dohra.ega ThanDa haath

garm lahu ki bunden bo.en tanha.i ki miTTi Dalen

patjhaḌ aa.e un shaḳhon par ug aa.ega ThanDa haath

patthar patthar jot jalegi sahil sahil sho.ale honge

bhigi bhigi sard hava men sharma.ega ThanDa haath

baagh ke maali mere ghunche ghairon ne pamal kiye

phir bhi teri phulvari ko mahka.ega ThanDa haath

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bagule Qais Se Kahte to Honge lauT Ja Pyare

Meri Manzilen Kahin Aur Hain Mera Rasta Koi Aur Hai

poet

KHushnuma Pal Ki Giraftari Karen

poet

Khurshid-Ru Ke Mahr Ki Jis Par Nigah Ho

poet

Humne to ujaD Aur Basti Dekhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet