• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Waqt Ke Pas Kahan Sare Hawale Honge

Waqt Ke Pas Kahan Sare Hawale Honge

vaqt ke paas kahan saare havale honge

zeb-e-qirtas faqat yaas ke haale honge

khojta kya hai andheron men tafahum ke diye

aa charaghon men lahu Daal ujale honge

dasht men ja ke zara dekh to aa.e koi

zarre zarre ne mire ashk sambhale honge

yuun to maqdur nahin tujh ko tiri qismat par

haan magar tu ne ka.i sikke uchhale honge

ham the ḳhushbu ke ḳharidar magar kya ma.alum

surḳh phulon ne yahan saanp bhi paale honge

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Koi Nashsha Na Koi KHwab KHarid

Jab Aadmi Mudda-E-Haq Hai to Kya Kahen Muddaa Kahan Hai

poet

Ai shaiKH Mujhko KHwahish-E-Bagh-E-Iram Nahin

Mauja-E-Reg-E-Rawan-E-Gham Mein Bah Ke Dekhna

Wo Meri Rah Dekhti Hogi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet