• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Hui So Hui Jaane do Milo Bismillah

Jo Hui So Hui Jaane do Milo Bismillah

poet

jo hui so hui jaane do milo bismillah

jam-e-mai haath se lo mere piyo bismillah

muntazir aap ke aane ka kai din se huun

kya hai takhir qadam-ranja karo bismillah

le chuke dil to phir ab kya hai sabab ranjish ka

ji bhi hazir hai jo lete ho to lo bismillah

main to huun kushta-e-abru-e-but-e-mushaf-e-ru

mu-qalam se mire turbat pe likho bismillah

zabah karna hi mujhe tum ko hai manzur agar

main bhi hazir huun miri jaan utho bismillah

hote azurda ho aane se hamare jo tum

khush raho mat ho khafa ham chale lo bismillah

ain rahat hai mujhe banda-navaza is men

qadam ankhon pe miri aa ke rakho bismillah

jin ki rahte ho shab-o-roz tum ab sohbat men

jaao ai jaan ab un ke hi raho bismillah

mast nikla hai mai-e-husn men ‘bedar’ vo shokh

dekhna gar na pade kahte chalo bismillah

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hum Kaamyab Ho Ke Bhi Nakaam Rah Gae

Maine Teri Yaad Bhula Di Shahzadi

Jab Hui KHak to Iksir Hui Hai Baba

Mizaj-E-Naghma-O-Sher-O-Sharab Paida Kar

poet

Hum dil O Jaan Se Kharidar Hain Kin Ke Un Ke

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet