• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Us Jangal Se Jab Guzroge to Ek Shiwala Aaega

Us Jangal Se Jab Guzroge to Ek Shiwala Aaega

us jangal se jab guzroge to ek shivala aa.ega

vahan ruk jaana vahan rah jaana vahan sukh ka ujala aa.ega

ye soch ke uThna har din tum is dil ka phuul khilega zarur

is aas pe sona ab ki shab koi ḳhvab nirala aa.ega

jab us ke haath naya maazi is saf.ha-e-arz pe likkhenge

jab sahar o shaam raqam honge tab mera havala aa.ega

is be-andesha sahra men is unghne vaali ummat par

kab jagne vaala utrega kab sochne vaala aa.ega

phir ruhen zaḳhmi zaḳhmi hain phir koḌh se dukhne aa.e badan

yuun lagta hai ki shafa.at ko phir koi gvala aa.ega

ai rah-e-suḳhan ke rah-ravo dil-shad raho is raah men bhi

ḳhushbu ki savari Thahregi rangon ka piyala aa.ega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Mar Chuka Hai Ab Na Masiha Bana Karo

rafia-shabnam-abidi

Ek Ek Kar Ke Sabhi Log Bichhad Jate Hain

KHwahish-E-Be-Nam Se Waqif Nahin

Ruh Ko Pahle KHaksar Kiya

aalok-shrivastav

Jhilmilate Hue din-Raat Hamare Le Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet