• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Jaan Se Hai Aziz Use Tu Juda Bhi Rakh

Jo Jaan Se Hai Aziz Use Tu Juda Bhi Rakh

jo jaan se hai aziiz use tu juda bhi rakh

ḳhushiyon ke munh men dard bhara za.iqa bhi rakh

har rasta kahin na kahin muḌ hi ja.ega

rishton ke biich thoḌa bahut fasla bhi rakh

yuun bhi na ho ki jo bhi uThe tujh men jhank le

ḳhud men na yuun simaT koi dard-ashna bhi rakh

aisa na ho ki taaza hava ajnabi lage

kamre ka ek-adh daricha khula bhi rakh

shaḳh aur phuul rishta-e-yak-lamha ke asiir

apni talab ke samne ye aa.ina bhi rakh

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Juda Kisi Se Kisi Ka Gharaz Habib Na Ho

Tu Unhen Yaad Aaegi Ai Juebar Agle Baras

poet

Na Gul Se Kaam Hai Hum Ko Na Kuchh Gulzar Se Matlab

Mujhe Malum Hai Main Sari Duniya Ki Amanat Hun

shah-naseer

dil Mein Hai Kya Jaaniye Kis Ka Khayal-E-Naqsh-E-Pa

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet