• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / shanaKHt miT Gai Chehre Pe Gard Itni Thi

shanaKHt miT Gai Chehre Pe Gard Itni Thi

shanaḳht miT ga.i chehre pe gard itni thi

hamari zindagi sahra-navard itni thi

tamam-umr use sinchte rahe lekin

gulab de na saki shaḳh zard itni thi

gire na ashk kabhi hadson ke daman par

hamari aankh shanasa-e-dard itni thi

tiri pukar ka chehra dikha.i de na saka

mire qarib sadaon ki gard itni thi

talash-e-zist men dil jaisi chiiz chhuT ga.i

hikayat-e-dil-o-jan fard fard itni thi

jhulasti dhuup ka us par guman guzarta tha

bichhi thi raah men jo chhanv zard itni thi

pighal saki na kabhi barf akele-pan ki ‘ḳhumar’

vo sho.ala-ru bhi tabi.at ki sard itni thi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

indira-varma

Ye Mausam Surmai Hai Aur Main Hun

Dayar-E-Dil Se Kisi Ka Guzar Zaruri Tha

poet

Main dariya-E-Qanaat-Ashna Hun

faiz-ahmad-faiz

Rafiq-E-Rah Thi Manzil Har Ek Talash Ke Baad

Ahl-E-Ishq Ki Hasti Kya Ajib Hasti Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet