• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Uski Taswir Ko Sine Se Lagata Hi Nahin

Uski Taswir Ko Sine Se Lagata Hi Nahin

us ki tasvir ko siine se lagata hi nahin

haan main vo shaḳhs huun jo ishq jatata hi nahin

us ko kab se hai tavaqqo.a ki bula.unga main

main hi masruf huun itna ki bulata hi nahin

ek sach ye hai ki us ne hi kiya hai barbad

ek ye bhi hai ki vo zehn se jaata hi nahin

mere kamre ki to aadat hai bikhar jaane ki

main yahi soch ke kamre ko sajata hi nahin

ḳhauf lagta hai mujhe raushni men jaane se

shaam ke vaqt bhi main sham.a jalata hi nahin

hijr ke baad se us ne na racha.i mehndi

main bhi ab jhaT se koi phone uThata hi nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mahw-E-Nazzara-E-Hairat Hai Hawa Pahli Bar

Dil Ki Diwana Tabiat Ko Musibat Na Bana

Wo Kahte the Ki Dekho Chintiyon Ke Par Nikal Aae

abrar-azmi

Usne Kal Bhagte Lamhon Ko Pakad Rakkha Tha

poet

Kaleja Munh Ko Aaya Aur Nafas Karne Laga Tangi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet