• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Guzre Hain Hum Pe Aise Bhi Lamhe Kabhi Kabhi

Guzre Hain Hum Pe Aise Bhi Lamhe Kabhi Kabhi

guzre hain ham pe aise bhi lamhe kabhi kabhi

dil ro paḌa hai sun ke latife kabhi kabhi

sahra se tishnagi ka sabab puchhte ho kya

dariya bhi ham ne dekhe hain pyase kabhi kabhi

gum-karda rah-e-zist sahi is ke bavajud

puchhe hain ham se ḳhizr ne raste kabhi kabhi

ai na-ḳhuda-e-vaqt na itna ghurur kar

Duube hain sahilon pe safine kabhi kabhi

har dil ko aap a.ina-ḳhana na janiye

patthar se saḳht hote hain shishe kabhi kabhi

‘sumbul’ hua hai ye bhi ki ghazlon ke ruup men

nazil hue hain ham pe sahife kabhi kabhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kabhi Khole to Kabhi Zulf Ko Bikhrae Hai

poet

Na Diya Us Kun Ya Diya Qasid

poet

Is Tarah Zist Basar Ki Koi Pursan Na Hua

Nishtaron Par Jism Sara Rakh Diya

Wafa Ki Aas Mein Dil De Ke Pachhtaya Nahin Karte

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet