• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gham-E-Jahan Se Main Ukta Gaya to Kya Hoga

Gham-E-Jahan Se Main Ukta Gaya to Kya Hoga

gham-e-jahan se main ukta gaya to kya hoga

ḳhud apni fikr men ghulne laga to kya hoga

ye na-guzir hai ummid ki numu ke liye

guzarta vaqt kahin tham gaya to kya hoga

yahi bahut hai ki ham ko sukun se jiine de

kisi ke hathon hamara bhala to kya hoga

ye log meri ḳhamoshi pe mujh se nalan hain

koi ye puchhe main goya hua to kya hoga

main is liye bhi bahut muḳhtalif huun logon se

vo sochte hain ki aisa hua to kya hoga

junun ki raah ajab hai ki paanv dharne ko

zamin tak bhi nahin naqsh-e-pa to kya hoga

ye ek ḳhauf bhi meri ḳhushi men shamil hai

tira bhi dhyan agar haT gaya to kya hoga

jo ho raha hai vo hota chala gaya to phir?

jo hone ko hai vahi ho gaya to kya hoga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Main Jab Bhi Koi Achhuta Kalam Likhta Hun

Jo Pardon Mein KHud Ko Chhupae Hue Hain

poet

Gir Ke Qadmon Pe Sar-E-Bazm taDapna Dekha

poet

Jin Mein Kuchh Lutf Aur Andaz-E-Karam Bhi Kuchh Hain

Apne Hone Key Jhalak Deta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet