• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Jo Biphre Hue Dhaare Liye Phirta Hun Main

Ye Jo Biphre Hue Dhaare Liye Phirta Hun Main

poet

ye jo biphre hue dhare liye phirta huun main

apne hamrah kinare liye phirta huun main

tabish o taab liye aa.ega suraj mera

raat bhar sar pe sitare liye phirta huun main

barg-e-avara-sifat saath mujhe bhi le chal

tere andaz to saare liye phirta huun main

ye alag baat chura leta hai nazren apni

us ki a.ankhon men nazare liye phirta huun main

kohr men Duubi ye sarma ki saver ai duniya

tum samajhti ho tumhare liye phirta huun main

jaane kya baat hai puure hi nahin hote hain

jaane kya dil men ḳhasare liye phirta huun main

phuul honTon pe hansi ke hain mahakte hue ‘shaz’

aur sanson men sharare liye phirta huun main

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

najma-shaheen-khosa

Ishq Ko Aankh Mein Jalte dekha

Ye Junun Ke Marke Itne Nahin Aasan Bhi

gulzar

din Kuchh Aise Guzarta Hai Koi

hasrat-mohani

Na Sahi Gar Unhen Khayal Nahin

ismail-merathi

Fitrat Ke Mutabiq Agar Insan Le Kaam

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet